5 Haunted Places In Rajasthan In Hindi

 Rajasthan Me Bhooto Ki Jagh :- Jaha Jana Ek Bhayank Aanubhav Hai

 1. Bhangarh Fort

Bhangarh Ki Kahani Bhut Rochak Hai. 16vee Shatabdi Me Bhangar Kile Ka Nirman Hua Hai. 300 Saalo Tak Bhangar Khub Falta Fulta Hai. Fir Yaha Ki Ek Sunder Rajkumari Per Kale Jadu Me Maharat Sindhu Sevdha Aaskt Ho Jata Hai. Vo Rajkumari Ko Vash Me Karne Ke Liye Kala Jadu Karta Hai Per Kudh Hi Uska Sikar Hokar Mar Jata Hai Pr Marne Se Pehle Veh Bhangar Kile Ko Barbadi Ka Sarap De Jata Hai Or Sayong Vash Usi Mahine Me Padosi Rajye Aajb Gardh Ki Ladai Me Rajkumari Shahit Sare Bhangar Vashi Mare Jate Hai. Or Kaha Jata Hai Jo Aaj Bhi Usi Kile Me Bhatak Rhe Hai.

2. Kuldhara Village

Gav ka Nirman 13vee Shatabdi mein Kiya Tha Lekin kuchh Agyat Karano se 19vee Shatabdi Mein Gav ka Patan Yani Vinash Ho Chuka Tha. Kai Karano Mein yah milata hai ki yaha pani ki Aapurti Nahi ho pa Rahi Thi is Karan Gav ke Log Pareshan Hokar Chodakar Dusare Gav Chale Gai The. Lekin Kinvadantiyo Ki Mane To is Gav Par Salim Singh Naam Ka Raaja Hua Karata Tha Jo Gav Walo Par Bahut Atyachar Karata Tha is Kaaran Gav Wale Raja se Pareshan Hokar Rato Raat Gav Chodakar Chale Gai The. Or Kaha Jata Hai Ki Jin Pariwaro Walo Ki Mot Use Raja Ke Pareshan Veh Aatyachar Karne Se Vahi Ho Gai Vo Aaj Bhi Usi Gav Me Bhatakte Hai Jis Ke Karn Gav Me Aaj Tak Koi Nhi Basa.

3. Rana Kumbha Palace 

Kumbhal Ghadh Ke Raja Rana Kumbha Ka Sasan Kal 1433 Se 1468 Tak Chala. Rana Kumbha Ko Pura Bharat Janta Hai Joki Ek Parsidh Raja The Jino Ne Rajasthan Se Dehli Tak Apna Parakarm Dikhaya Tha. Jo Kabhi Bhi Parajit Nhi Hue The. Rana Kumbha Ne Kai Sthalo veh Mandiro Ka Nirman Krvaya Tha Unhone Aapne Hato Garnth Or Shilpiya Bhi Likhi Thi. Ek Samy Jab Duvar Par Mugal Sasak Aakbar Khada Tha or Sath Me Kai Rajyo Ke Raja Apni Sena Ke Sath Or Kile Me Pine Ka Pani Bhi Katam Hogya Tha. Lekin Rana Kumbha Ne Har Nhi Mani. Kintu Unhi Ke Bete Uday singh Ke Hato Unki Mot Rana Kumbha Kile Me Hogai .

4. NH-79 Near Dudu Village

Khun Ke Liye Puchi Jane Wali Sadk Me Rajasthan Me Ajmer-Udaypur Rajmarg Parchlit Hai. Kaha Jata Hai Ki Yaha Ke Pass Ke Gav Ki Mahila Jab Apne Bache Ke Bal Vivah Ke Virudh Thi Tab Veh Aapne Bache Ko Lekar Vaha Se Bhag Gai Leki Sadak Durghatna Me Uski Bache Or Uski Mot Hogai. Jo Aaj Bhi Vaha Ke Priytko Ko Dikahai Deti Hai.

5. Jagatpura

Kaha Jata Haia Ki  Jagatpura Ka Raja Lalchi Or Abhimani Tha. Jo Apni Parja Per Aatychar Karta Tha, Bhukh Se Marti Parja Ne Raja Ko Sarpa Diya Tha. Kaha Jata Hai Ki Un Garamino Ki Aatmaye Vaha Ke Parytano Se Madd Magti Hai. Aavasiy Logo Ka Khna Hai Ki Unhone Jagtpura Ki Sadko Ke Aas Pass Kuch Hone Ka Aehsas Kiya Hai. Jese Ki Chudl jo ki bhartiye Kahaniyo Ki Mane To Safed Posak, budha Chahera,Bhure Rang Ke Baal Yadi Es Prkar Ka Raat Me Kuch Aesas Kar Liya Jaye To Vaky Me Yeh Ek Bhyank Aanubhav Hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ