Madhushala Kavita

Madhushala -:

 Madhusala Story
Lekhak -: Harivansh Rai Bachchan
Desh-:  Bharat
Bhasha -:    Hindi
Sheli -: Hindi Kavita
Parkashak-: Hind Pocket Books

Madhushala hindi ke bhut bade or parsidh kavi, lekhak Harivansh Ray Bachan Ka 1907 se leker 2003 Ka bhut sunder ve Aanupam Kavey Hai. es me 135 rubhahiya yani ki 4 panktiyo wali kavitahe hai.

Madhushaalaa 20vi hindi sahitey ki atiyant mhtvpurn rachna hai, jis ke ander sufiwaad ka saamjasy milta hai.

Parsdhi -:

Madhusaala phli bar san 1935 me parkashit hui thi. kavi shamelno me Madhusaala ki rubahiyake path se harivansh ray Bachan ko kafi parsidhi mili or es samy madhushala khubh bika, har shal eske 2-3 saskarn chapte gaye.

Madhusaalaa ki har rubhai Madhusaala sabhd se samapt hoti hai. Harivansh ray bhachan ne madhu, madira, hala(sharab), shaki(shrabh padosan wali),pyala (kap ya gilash), Madhusaalaa or madiraly ki shayta se jivan me anevali her jatilta ho ka vishleshan karne ka pariyash kiya hai, Madhusaala pahli bahr parkashit hui to us vakt kai logo ne sarbh ki parsansha ke liye eski aalochana bh ki. bhachan ki aatmkhata ke anushar, jab mahatma gandi ne madhusaala ka path sunkaer kaha ki madhusaala ki alochana karna shahi nhi hai. 

Madhusala Harivansh ray  Bachan Ki Rachna-tery  Madhushala evam madhukalsh Ka Hisha Hai Jo umer khevyam ki rubhaiya se pererit hai umer khevyam ki rubhaiya ko harivansh ray bachan madhussaala ke parkashan se pehle hi hindi me anuvaad kar chuke the. madhusala ki rachna ke karna shri Harivansh Ray Bachan " Halawaad Ka Purodh" Bhi Kaha Jata Hai.

Madhusaala ke Pedh-:

"" 
murdur Bhavo ke angur ki aaj bana laya hala,
Piriyatam, Apne hi hato se aaj pilahuga pyala,
pahle bhog laga lu tere fir parsadh jag payega,
sab se phle Tera savagt karti meri madhushala.
""


"" 
Pyash Tujhe to vishv tpakr purn nikaluga hala,
ek pav se saki banker nachuga leker pyala,
jivan ki madhuta to tere uper kab ka vaar chuka,
aaj nichavaar karduga me tujhe per jag ki madhushala.
'''


""
 piriyatam, tu meri hala hai, me tera pyasa pyala,
apne ko mujhe me bharker tu banta he pine wala,
me tujhe ko chk chlkta karta, mast mujhe pi tu hota,
ek dusre ki ham aaj parsper Madhushaalaa.
"""

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ